Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Shivaay dialogues

Shivaay dialogues - Ram bhi uska Raavan bhi uska

Na aadi na anth hai uska Woh sabka na iska uska Wahi sunye hai vahi ikaai Jiske bhitar basha shavay, Aankh mund kar dekh raha hai Sath samay ke khel raha hai Maha dev maha eka ke Jiske liye jagat hai chamke Wahi sunye hai vahi ikaai Jiske bhitar basha shavay, Ram bhi uska ravan uska Jeewan uska maran bhi uska Tandav hai aur dhayan bhi woh hai Agyani ka gyan bhi woh hai, Isko kanta lage na kankar Ran mein rudar gharon mein shankar Anth yahi sare bighnon ka Iss bhole ka war bhyankar, At an event, Ajay Devgn was asked to say the dialougue which he messed it up. Watch it for yourself:-